Friday 13 November 2015

Oh Jaaniya - Salim Sulaiman - Lyrics - Hindi Song



Soch mein hun zara
Ye kya ho gaya
Lagg rahan hai mujhe
Sab naya naya
Oh jaaniya haal yeh kaisa hai
Ishq ke jaisa hai
Tune mujhe kya kar diya
Chidd gaya aap hi tu wo saaz hain
Khul gaya aap hi tu wo raaz hain
Oh jaaniya haal ye kaisa hai
Ishq ke jaisa hai
Thune mujhe kya kar diya
Jaise honton pe halki si
Aayi hai hasi lekin
Aankhe ye geeli ho
Tu hai woh aansu jaaniya
Ho waise nadan hu
Hairan hu thoda pareshaan hun
Samjhao kya khud ko
Hans do ya rau du jaaniya
Haan jaagi in khwahishon ko
Kaise main sulaun jaaniya
Haan jo bhi ho rahan hai
Kaise main chupao jaaniya
Oh jaaniya..
Haal ye kaisa hai
Ishq ke jaisa hai
Thune mujhe kya kar diya
Oh Jaaniya Salim Sulaiman a fresh Hindi Single 

No comments:

Post a Comment